Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte



Sun 20 Nov 2011

Kabhi zid main hi tera ho gaya kabhi dil ne tujhko gawa diya,
Isi kashmakash me jiye sanam tune yaad rakha ya bhula diya…
`
Baarish Ki In Bondon Me Na Jane Kis K Aansoo Hain Wasi,
Saddiyon Pehly Shayad Koi Saddiyon Beth K Roya Tha..
`
Udasiyon Aur Ghumo Se Wabasta Hai Ye Zindagi Meri
Khuda Gawah Hai ke Phir Bhi Tujhe Main Yaad karta Hu…
`
Mat Cheen Apna Naam Mere Lab Se Is Tarah
Is Be Naam Zindagi Mein Tera Naam Hi To Hai..
`
Uss k hath mein tootay hoye sheeshay ki tarah hon Faraz…
Itna hi bhout hai k woo bhikarnay nahi deta..
`
Har kisi ky Naseeb main kahan likhi hain Chahtein,
Kuch Log Duniya main atae hain Faqat Tanhaiyun k Liye…
`
Jab Tak Na Lagay Bewafai Ki Thokar Dost,
Har Kisi Ko Apni Pasand Par Naaz Hota Hay…
`
Ab Yeh Aalam Hai K Tanhai Se Hum Tang Aa Kar
Khud Hi Darwazay Ki Zanjeer Hila Detay Hain…!!
`
Mere Mola ne mujh ko Aansoo’on ki Saltanat de di
Wasi me Jab bhi Hansta hun to aankhain bheeg jati hain…
`
Hai Phir Hamen Duaon kay Saharay Ki Zaroorat.
Aey Kaash Hamen Aaj Koi Dil Say Dua Day…

Kam

Aapko immediate action lene ki aadat dalni hogi, ye kabhi na bole ki baad me karunga, kal karunga isse kuch nahi hoga bas time waste hoga kyu ki baad me karne waley log saalon beet jatey par kuch nahi kuch karte or turant faisle lene waley log ek saal me utna hasil kar lete hai jinhone 10-15 saal me hasil kiya hota hai.

Mobile ajkal ke time me har kisi ke pas hota hai. Mobile me bahut sare features hote hain isliye sabhi ise pasand karte hain. Smart phone me ham study, general knowledge, game jaise apps use karte hain. Smart phone ke bare me bahut si aisi jhuthi bate famous hain jo sach na hote bhi log uspar wishwash kar rahe hain. Yadi apko aisi jhoothi baton ke bare me janna hai to ham apko batate hain.

  • May 10, 2016 TellyUpdates - Latest Indian TV Serials Written Episode Updates, News, Reviews, and much more!
  • Ya ye kahe kisi na kisi tarah se apki tarif jarur karega, Tarif aise hogi jisme reality hogi jisse aap connect kar paoge kuch bate to aise hogi. Jis par apne kabhi gaur hi nahi kiya. Par unke dvara apko pata chalta hai apme ye quality bhi hai, jise apne kabhi dhyan hi nahi diya.Par unke kahne ke bad ye lagega vo ladka vakai such bol raha tha.
Kabhi kam na hogi ye chahte video song

Aaj ham apko kuch aisi jhooti bato ke bare me batayenge jo aksar smart phone ki battery ke bare me boli jati hain aur jinpar ap wishwash karte hain. Lekin asliyat me wo baten jhoothi hoti hain. Reality me inme koi sachai nahi hoti balki ye sirf ek afwah hoti hai jinpar ham ankh band karke bharosa kar lete hain. To chaliye ham apko batate hain smart phone ki kuch jhooti baten jinhe jankar apke man ki galatfehmi dur ho jayegi.

Smart Phone ki Battery ke bare me 7 jhoothi bate?

Smart phone ki bettery ke bare me sabhi log jante hain. Aksar smart phone ka galat tarike se use karne se inki battery fat bhi jati hai. Aksar kuch jhoothi baten battery ke bare me falai jati hain. Jaruri nahi ki wo sabhi baten sach ho. Lekin battery fatne ki news ki wajha se sabhi use sach man lete hain.

Charging ke dauran phone ka istemal na karna

Aksar log ye baten karte rehte hain ki charging ke dauran phone karne se phone garam ho jata hai aur battery fat jati hai. Ye baten sabhi follow bhi karte hain par ye baten jhooth hoti hain. Jab bhi ham phone ko charge karte hain to phone garam ho jata hai. Phone ke garam hone ki wajha hardware aur software ki problem hoti hai ya kabhi kabhi charger bhi kharab ho sakta hai. Aap chahe to charging ke dauran phone istemal kar sakte hain. Isme koi problem wali bat nahi hai.

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte

Yadi phone ko jyada der tak switch off rakha jaye to battery kharab hoti hai

Kabhi kam na hogi ye chahte ringtone

Kai logo ki ye soch hoti hai ki yadi phone ko jyada der tak switch off rakha jaye to battery kharab hoti hai. Lekin yeh bat jhooth hai. Bahut sare logo ko shayad ye bat nahi pata ki smart phone ki battery me ek system hota hai jisse ki jyada der tak phone band rakhne par ek tay samay tak battery apne ap discharge ho jati hai. Iska matlab ye hua ki aap yadi bahut samay tak bhi phone ko band rakhenge to bhi battery kharab nahi hogi.

Yadi phone ko jyada der tak switch off rakha jaye to battery kharab hoti hai

Kai bar aisi bate suni jati hai ki phone me local charger nahi lagana chahiye nahi to battery kharab ho jati hai. Lekin ye bat jhoothi hai. Yadi phone ka charger sahi kam kar raha hai to phone ki battery kabhi kharab nahi hogi aur yadi charger sahi kam nahi kar raha hai to asli charger se bhi battery kharab ho jayegi.

Naye phone ki battery ko full charge ho jane ke bad hi phone ko use karna

Jab bhi koi naya smart phone karidta hai to kuch log yahi kehte hain ki phone ko ek bar full charge kar lene ke bad hi uska istemal karna chahiye. Lekin ye jhooth bat hai. Yadi battery kam charge hai to bhi ham phone ko first time me hi use kar sakte hain. Company bhi battery ko full charge karke nahi deti hai.

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Song Lyrics

Third party apps battery life badane me help karte hain

Internet par hazaro apps aise hain jo phone ki battery life badane me madad karte hain. Lekin ye apps galat hote hain. Kuch hi apps hain jo sach me battery life badane me help karte hain. Lekin in apps ka kam battery life badana nahi hota balki dusre apps ko control karna hota hai. Jiski wajha se phone power kam kharch karta hai jisse battery jyada time tak chalti hai. Koshish kare ki bekar ke apps download na kare.

Phone ko bar bar charge karne se battery kharab hoti hai

Ajkal ke smart phone me company bahut sare features deti hai jiski wajha se battery jaldi khatm ho jati hai. Users battery kharab na ho jaye isliye wo bar bar charge nahi karte hain. Lekin is wajha se unhe kafi dikkato ka samna karna padta hai. Yadi phone ki battery low ho jaye to users ko battery jarur charge karni chahiye. Isse battery kharab nahi hoti. Battery ki apni ek nishchit life par hi kharab hoti hai ya phir aap kharab charger ka istemal karte ho tab bhi battery kharab hoti hai.

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Pal Pal Bane Ye Mohabbatein

Battery phone se bahar nikalne par rakhne se kharab nahi hoti hai

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Song Lyrics

Har battery ka ek nirdharit samay hota hai. Battery kab tak chalegi iske bare me kuch nahi kaha ja sakta hai. Yadi aap phone me galat charger ka use karte ho to hi battery samay se pehle hi kharab ho sakti hai. Battery ko phone me laga kar rakho ya phone se bahar rakho isse koi fark nahi padta. Bina kisi karan ke koi bhi cheez kabhi kharab nahi hoti.

Asha karti hoon mobile ke bare me ki gai post aapki madad jarur karegi aur galatfehmio ko bhi dur karegi.

Dosto aapko ye Information Kaisi lagi hame jarur batayen. Agar apko koi Sawal puchna hai ya mere liye koi Sujhav hai to aap hame Comment box me likh sakte hain. Yadi apko ye article acha laga ho to aap apne dosto me Share karna na bhulen. Yadi ap chahte ho ki aage bhi Computer, Internet aur Technology ki Information apko milti rahe to aap hamare Blog ko Subscribe kar lijiye. Jai hind, Vande Matram, Dhanyavad.